[ Ecouter ce morceau ]
[ Ajouter ce morceau à mon blog ]
- Titre : Chalte chalte
- Année : 2007
Paroles :
Chalte chalte yunhi ruk jaata hoon main
Baithe baithe kahin kho jaata hoon main
Kahte kahte hi chup hi jaata hoon main
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai
Haan yahi pyar hai, Haan yahi pyar hai
Chalte chalte yunhi ruk jaata hoon main
Baithe baithe kahin kho jaata hoon main
Kahte kahte hi chup hi jaata hoon main
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai
Haan yahi pyar hai, Haan yahi pyar hai
Tumpe marte hain kyon, hum nahin jaante
Aisa karte hain kyon, hum nahin jaante
Band galiyon se chup chup ke, Hum guzarne lage
Saari duniya se rah ah kar, Hum to darne lage
Hai ye kya karne lage
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai
Haan yahi pyar hai, Haan yahi pyar hai
Chalte chalte yunhi ruk jaata hoon main
Baithe baithe kahin kho jaata hoon main
Kahte kahte hi chup hi jaata hoon main
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai
Haan yahi pyar hai, Haan yahi pyar hai
Antra 2
Teri baaton mein ye, ek shararat si hai
Mere honton pe ye, ek shikayat si hai
Teri aankhon ko aankhon se, Choomne hum lage
Tujhko baahon mein le lekar, Jhoomne hum lage
Hai ye kya karne lage
Kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai
Haan yahi pyar hai, Haan yahi pyar hai
Chalte chalte yunhi ruk jaata hoon main
Baithe baithe kahin kho jaata hoon main
Kahte kahte hi chup hi jaata hoon main
Kya yahi pyar hai
Kya yahi pyar hai
Haan yahi pyar hai
Haan yahi pyar hai